Wednesday, September 19, 2012

Beete Lamhe

Lamhe guzar jate hain..par baatein reh jati hain...
Wo mukam phir nahi aate ..par unki yaadein bahut satati hain...
Bebasi ka aalam bayan bhi karen toh kaise...
Labon se toh kuch kehna mumkin na hoga..wo aankhen padh len jo bheeg kar dil ka haal batati hain...!!

No comments: