Friday, August 3, 2012

Waqt

Aaj bhi jab uss mod se nikalti hun..jahan unse pehli mulaqaat huyi thi...
Waqt palat kar mujh par hansta hai...
Kehta hai.. main toh kab ka guzar bhi gaya..
Tum ab tak yahin thami ho...!!

No comments: