Showing posts with label pyaar. Show all posts
Showing posts with label pyaar. Show all posts

Thursday, June 23, 2011

Tasveer

Kabhi kabhi kisi ki tasveer dekh kar hi itna pyaar aa jata hai...socho..anjaam-e-dil kya hota hoga jab wo kareeb hote honge..!!

Friday, March 18, 2011

Har aansoo ka matlab gham nahi hota...dooriyan hone se pyaar kam nahi hota....yaad aapki har waqt aati hai...kyunki yaadon ka koi mausam nahi hota....!!